bhadak utha hai alaw tumhaari furqat ka nahin hai tum pe asar phir bhi kyun mohabbat ka maani hi to nahin kya badal gae us ke wafa ko nam jo dete ho tum aziyyat ka tumhi batao mere hoge aur kaise tum ilaj-e-ijz bhi nikla nahin raunat ka kisi ko pa liya tum ne to chhod kar mujh ko koi ilaj to kar do meri bhi hasrat ka