bhule se phir bujhi hui shaMein jala na de

bhule se phir bujhi hui shamen jala na de
mazi ka khwab aankh ka kajal mita na de

sanson ke irtiash ne be-dam hi kar diya
dushman ko bhi khuda kabhi aisi saza na de

daman sanbhaal kar chalo ab ke baras bahaar
phulon ke ehtimam mein kante saja na de

bhule se yaad karte nahin khud kisi ko wo
aur chahte hain dusra un ko bhula na de


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close