darun-e-KHana rahe garmi-e-safar mein rahe

darun-e-khana rahe garmi-e-safar mein rahe
jahan rahe wo sada gardish-e-khabar mein rahe

siyah ret hayule dhuan dhuan tare
ye ijtima meri chashm-e-mo'atabar mein rahe

masafaton ki saubat pe aable hain gawah
magar ye kya ki hum apne hi baam-o-dar mein rahe

sulagti raat ne aankhon se nind chhin li hai
koi to khwab ka manzar meri sahar mein rahe


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close