dekhna jin suraton ka shakl thi aaram ki un se hain masdud rahen nama-o-paigham ki rukhsat ai ahl-e-watan ab hum hain aur aawargi haq rakhe buniyaad qaem gardish-e-ayyam ki yaad ne un tang kuchon ki faza sahra ki dekh har qadam par jaan mari hai dil-e-nakaam ki gardish-e-chashm-e-butan ki bas-ki saghar-nosh hai gardish-e-gardun ko hum kahte the gardish jam ki jab se khincha 'lutf' ranj-e-furqat-e-yar-o-dayar ab hui malum mehnat gardish-e-ayyam ki