dilon mein lag rahe pahre kahin the kisi ka to fasana chal raha hai chali jo baat ulfat ki hamari kaha sab ne diwana chal raha hai diwana ban phira main dar-ba-dar tha mohabbat mein nibhana chal raha hai tumhaari muskurahat kya hui thi hamara gungunana chal raha hai kiya wada tumhein jo wo sila tha sabab palken bichhana chal raha hai