diwar-o-dar the jaan sarae nikal gae is bar saeban se sae nikal gae duniya mushaera hai so zakhmon ki dad ho hum aae chand sher sunae nikal gae hum apne dil ke shauq bhala kab nikalenge tankhwah mein to sirf kirae nikal gae jis ne amal kiya use mahnga bahut pada farigh to de ke muft mein rae nikal gae aankhen jhapak raha tha ki manzar badal gaya kuchh rang phuljadi mein samae nikal gae