ek kiran mehr ki zulmat pe bhaari hogi

ek kiran mehr ki zulmat pe bhaari hogi
raat un ki hai magar subh hamari hogi

ham-safiran-e-chaman mil ke pukaren to zara
yahin khwabida kahin baad-e-bahaari hogi

is taraf bhi koi khushbu se mahakta jhonka
ai saba tu ne to wo zulf sanwari hogi

ye jo milti hai tere gham se gham-e-dahr ki shakl
dil ne taswir se taswir utari hogi

bu-e-gul aati hai mitti se chaman ki jab tak
hum pe dahshat na khizan ki kabhi tari hogi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close