ghar ko jaane ka rasta nahin tha

ghar ko jaane ka rasta nahin tha
warna karne ko kya se kya nahin tha

mujhe kahta tha chhod de mujh ko
aur mera hath chhodta nahin tha

kaam sare durust the mere
jab mujhe koi tokta nahin tha

log aaankhon se aate jate the
harf jab rasta bana nahin tha

tab kahin log jaante the mujhe
jab mujhe koi jaanta nahin tha


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close