hai gham-e-hijr na ab zauq-e-talab kuchh bhi nahin

hai gham-e-hijr na ab zauq-e-talab kuchh bhi nahin
aaj tum laut ke aae ho ki jab kuchh bhi nahin

tere thukrane ki nisbat se hue hain mashhur
hum faqiron ka yahan nam-o-nasab kuchh bhi nahin

aaj ye bar-e-mulaqat uthega kyun-kar
us se milna hai pa milne ka sabab kuchh bhi nahin

ek aawaz ne todi hai khamoshi meri
dhundhta hun to pas-e-sahil-e-shab kuchh bhi nahin


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close