har ek shakhs ke wijdan se khitab kare nae libas ki khwahish naya badan dhunde samundaron mein utarte chale gae lekin kasafaton ke jarasim sath sath rahe na jaane kaun gham-e-kaenat se chhup kar mere wajud mein baitha hai kundali mare shuuri taur par irfan-e-zat ki khatir kabhi jo sar ko uthaya to tut-phut gae talluqat ki zanjiren tutti hi nahin hamein pukar rahe hain khala ke bashinde