har lafz aur lafz ki tafsir ban gaya

har lafz aur lafz ki tafsir ban gaya
yun guftugu ka silsila zanjir ban gaya

ab aur kya subut wafa-dariyon ka dun
dekha jo us ne khwab mein tabir ban gaya

us ki taraf se tir-e-malamat ka rukh hate
main bazm bich laeq-e-tazir ban gaya

khulta kahan ye raaz bhala us hujum mein
lekin main us ko dekh ke taswir ban gaya

padte rahe hain pech sada rah-e-ishq mein
tadbir ban gai to wo taqdir ban gaya


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close