hawaon mein bikhar jaun By Ghazal << zahiran shad hun farhan h... is haal mein jite ho to m... >> hawaon mein bikhar jaun tujhe chhu kar guzar jaun taqaze muntazir honge main kaise apne ghar jaun utarun qarz-e-aina tujhe dekhun sanwar jaun safar hai teri marzi par sada de to thahar jaun wo agle mod pe ghar hai wo mod aae to ghar jaun Share on: