ho gai hai ghair ki shirin-bayani kargar ishq ka us ko guman hum be-zabanon par nahin zabt se matlab ba-juz warastagi digar nahin daman-e-timsal aab-e-aina se tar nahin bais-e-iza hai barham-khurdan-e-bazm-e-surur lakht lakht-e-shisha-e-ba-shkasta juz nishtar nahin dil ko izhaar-e-sukhan andaz-e-fath-ul-bab hai yan sarir-e-khama ghair-az-istikak-e-dar nahin