hum ne jis nam ko lughat samjha aap ne lafz-e-dastakhat samjha mujh ko mat meri hi sifat samjha main tera man hun itna mat samjha meri aadat the tum ne lat samjha hae samjha magar ghalat samjha lal khun bhi hai khun-e-jam bhi jaan apni aankhon ki asliyat samjha ishq karna munafiqat hai dost gar nahin to salahiyat samjha lafz-e-'tu' se hi thi mayassar jo zist ko hum ne kaifiyat samjha