isi tarah ke shab-o-roz hain wahi duniya purani khak pe tamir hai nai duniya main apne aap mein gum tha mujhe khabar na hui guzar rahi thi mujhe raundti hui duniya har aadmi ko ye duniya badal ke rakh degi badal saka na agar ab bhi aadmi duniya nai hawa ko madad ke liye pukarti hai khud apni aag mein jalti hui nai duniya main jis hawale se duniya pe ghaur karta hun usi tarah se kabhi kash sochti duniya main apne asl ki jaanib rawan dawan hun aur bula rahi hai musalsal mujhe meri duniya ajib khwab tha jis ne mujhe kharab kiya meri giraft mein aa kar nikal gai duniya