ittifaq apni jagah khush-qismati apni jagah khud banata hai jahan mein aadmi apni jagah kah to sakta hun magar majbur kar sakta nahin ikhtiyar apni jagah hai bebasi apni jagah kuchh na kuchh sachchai hoti hai nihan har baat mein kahne wale thik kahte hain sabhi apni jagah sirf us ke hont kaghaz par bana deta hun main khud bana leti hai honton par hansi apni jagah dost kahta hun tumhein shaer nahin kahta 'shuur' dosti apni jagah hai shaeri apni jagah
This is a great bebasi shayari fb. Please share if you liked this!!!