jaan hi lene ki hikmat mein taraqqi dekhi

jaan hi lene ki hikmat mein taraqqi dekhi
maut ka rokne wala koi paida na hua

koi hasrat mere dil mein kabhi aai hi nahin
tha hi aisa ki ye maqbul-e-tamanna na hua

us ki beti ne utha rakkhi hai duniya sar par
khairiyat guzri ki angur ke beta na hua

dil-farebi meri duniya ne to behad chahi
meri hi himmat-o-ghairat ka taqaza na hua


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close