jahan sab apne karobar mein uljhe hue hain wahin dekho ki hum sansar mein uljhe hue hain ulajhne ka wahan apna maza hai is liye hum kisi ke kakul-e-khamdar mein uljhe hue hain udhar hairat mein koi aa gaya sun kar kahani idhar hum is kahani-kar mein uljhe hue hain unhen ye baat samjhate hue main thak gaya hun ki mujh se aap to bekar mein uljhe hue hain