jaise mehman koi aae kisi mehman ke baad sher main ne bhi kahe hain nae rujhan ke baad faisla soch ke karna kahin rona na pade rakh ke aaya hun main aankhen tere iman ke baad is inayat pe main izhaar kaun sa rang kashtiyan le ke chale aae ho tufan ke baad meri aankhon ke madine mein wahi hai ab tak tha jo quran se pahle hai jo quran ke baad raushni banti yahan main ne charaghon ke baghair zindagi tu ne bhi dekha mujhe tawan ke baad