jangal jugnu baadal aur main By Ghazal << yahan nahin hai wahan nah... bin tere ek kami rahi bar... >> jangal jugnu baadal aur main aankh mein phaila kajal aur main ghar ke khali sannate mein dil jaisa ek pagal aur main us ki aankhen dariya jaisi pyasi ruh ki chhagal aur main Share on: