jo gaya phir wo yaad aaya nahin By Ghazal << nazar udas nazare KHamosh... jis ko DhunDa jise chaha ... >> jo gaya phir wo yaad aaya nahin hum ne duniya se dil lagaya nahin aankh kholo koi to shama jalao raat hai gesuon ka saya nahin jaane kya kya shikayaten hotin shukr hai hum ne aazmaya nahin Share on: