jo junun tha so wo ab nahin By Ghazal << bana raha tha koi aab o K... teri chashm-e-tar mein ra... >> jo junun tha so wo ab nahin mujhe ab tumhaari talab nahin tujhe kya khabar mere haal ki jo kaha tujhe wahi sab nahin ye alag ki tujh ko sada na den hamein yaad warna tu kab nahin main khushi mein ghir ke udas hun koi aur is ka sabab nahin Share on: