kabhi qurbat hai fasle hain kabhi By Ghazal << kar bura to bhala nahin h... phir wahi shaKHs mere KHw... >> kabhi qurbat hai fasle hain kabhi darmiyan apne be-maza kya hai mujh se hat kar zara sa chalta hai mujh mein ek aur dusra kya hai hum ko jina na aa saka warna zindagi jashn ke siwa kya hai Share on: