khone ka malal rah gaya By Ghazal << zindagani ko fan ke nam k... jab jhuT rawiyon ke qalam... >> khone ka malal rah gaya aaine mein baal rah gaya tere baad apna mashghala gham ki dekh-bhaal rah gaya tere is hunar ke samne mera sab kamal rah gaya pahle tere rang the wahan makdiyon ka jal rah gaya Share on: