khuda ke waste ai yar hum sin aa mil ja dilon ki khol ghundi ghunche ki tarah khil ja jigar mein chashm ke hotiyan hain dagh tab putliyan nazar sin ot tera gal jab ki ek til ja junun ke jam kun le shisha-e-sharab ko tod khirad gali sin pari pikaran ki be-dil ja ankhiyon sin jaan bachana nazar tab aata hai tadaph mein chhod ke bismil ko jab ki qatil ja haya kun ghair sun mat garm mil ke de barbaad na ho ki 'abru' is tarah khak mein mil ja