kanhayya ki tarah pyare teri ankhiyan ye sanwariyan karengi hind mein dawa khudai ka hum atkaliyan hua hai hum kun duniyan mein mayassar sair jannat ka milin hain zauq sin phirne kun apne yar ki galiyan miyan kahne sin un kutte raqibon ke tum aashiq par ite jo gurfi'shi karte ho ye baaten nahin bhaliyan esi kyun rasmasi marjaan aur kyun lal hain ankhiyan agar tum nin kari nahin ghair sin mil raat rang-raliyan