kiye sajde hue kafir na kuchh dil mein zara samjhe

kiye sajde hue kafir na kuchh dil mein zara samjhe
hamein banda banaya ai buto tum se khuda samjhe

kalam-e-na-saza bhi jo hua sarzad saza samjhe
wo gautam ne kaha beja magar hum sab baja samjhe

na dushman dost hun main aur na begana yagana hun
jo wo samjhe to kya samjhe to ye samjhe to kya samjhe

kaha main ne utha do hath tum bhi meri mushkil par
to bole hum se istida dua ki muddaa samjhe

habab-asa koi lahza sabaat-e-umr-e-fani hai
jo aaqil ho wafa-e-zindagani be-wafa samjhe


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close