main uski aankh mein wo mere dil ki sair mein tha

main us ki aankh mein wo mere dil ki sair mein tha
wo apne shahr mein aur main dayar-e-ghair mein tha

hum apne ghar se bahut dur ja ke laut aae
kisi ki aankh ka kanta hamare pair mein tha

mila to ashk-e-nadamat ki tah mein us ka suragh
kisi ke dil mein na kabe mein tha na dair mein tha

main jaanta hun liya ja raha tha mera nam
main dushmanon ki tarah us ke zikr-e-khair mein tha

na jaane kaise masail the apne rishton mein
sukun sulh ke aalam mein tha na bair mein tha

ye aur baat ki wo sab se pahle dub gaya
tumhaara 'taj' bhi khud-agahi ki tair mein tha


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close