milo ki baad mein shayad ye silsila na rahe

milo ki baad mein shayad ye silsila na rahe
ye rang-o-gul na rahen sohbat-e-saba na rahe

qarib-tar hai wo ahd-e-ziyan-nasib ki jab
bashar bashar na rahe aur khuda khuda na rahe

wahan bhi rah bujhati hai apne lafz ki lau
charagh-e-chashm jahan gul ho rasta na rahe

safar mein chand marahil kade pade hain to kya
hamein junun tha ki rasta bujha bujha na rahe

hamare nam pe ghunghat utha nigar-e-salib
hamare sar pe tera koi bhi gila na rahe


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close