mujh KHanuman-KHarab se aage ki chiz hai By Ghazal << mujhko mujhse hi juda kar... koi samajhta hai sare kah... >> mujh khanuman-kharab se aage ki chiz hai duniya kisi azab se aage ki chiz hai us ke liye sawal uthae hue hain log wo to har ek jawab se aage ki chiz hai us ko padhun ki dekhun batao mujhe ki wo kaghaz qalam kitab se aage ki chiz hai Share on: