na puchh khwab zulekha ne kya khayal liya ki karwan ka kanan ke ji nikal liya rah-e-talab mein gire hote sar ke bal hum bhi shikasta-pai ne apni hamein sambhaal liya rahun hun barson se hum dosh par kabhu un ne gale main hath mera pyar se na dal liya butan ki 'mir' sitam wo nigah hai jis ne khuda ke waste bhi khalq ka wabaal liya