nahin kaam aati mohabbat kisi ki na aae kisi par tabiat kisi ki koi kya kare gardish-e-asman ko hamein kab gawara hai zillat kisi ki badi ye bala hai mohabbat khudaya na aae kisi par tabiat kisi ki ye kahte na the tum se pahle hi 'saifi' nahin kaam aati mohabbat kisi ki