paiham jal mein rahti hun By Ghazal << ghar ke darwaze khule hon... jiwan ki bagiya se hum ko... >> paiham jal mein rahti hun phir bhi sukhi sukhi hun daman aisa phada hai nakhunon se sahmi hun nibh mein lakhon tare hain ek tare si main bhi hun tana tuta hai man ka bana pakde baithi hun kachhwa hai mujh mein 'sima' haule haule chalti hun Share on: