palak main apni pakaD na pai By Ghazal << mubtala-e-hiras lagti hai din ke sare kari lamhe ro... >> palak main apni pakad na pai qarib thi so nazar na aai jo chun liya wo nahin tha chaha jo chahiye tha na thi rasai kabhi nahin thi dawa purani nai nai thi kabhi shifai shajar ghana ho gaya hai dil ka tawil dali ki kar chhantai Share on: