raha karta hai murgh-e-fahm shaki nai tahzib ke ande hain khaki chhuri se un ki katwa kar falak ne khuda jaane hamari nak kya ki abhi engine gaya hai is taraf se kahe deti hai tariki hawa ki rahi raat asia ghaflat mein soti nazar europe ki kaam apna kiya ki