saba itna paigham kah yar se

saba itna paigham kah yar se
na mahrum rakh mujh ko didar se

na bulbul se matlab na gul se gharaz
hamein hai faqat kaam dil-dar se

hamein zulf-o-rukh chahiye yar ka
na mushaf se khush hain na zunnar se

kaha tha ki aaenge aae nahin
miyan kyon phire apne iqrar se

tere gham se 'rashki' hua jaan-balab
ye kah dena us mere gham-khwar se


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close