saki tuj zulf hai jiwan ke aakhiz dasan tere ahen ratnan ke aakhiz teri nainan the panche hain mantar sab tere nazan hain sab suthran ke aakhiz sahe tuj sis paranchal saheli sahe sab aashiq-e-dar wan ke aakhiz teri putliyan bhalaiyan hain jagat kun nayan do mast hain mastan ke aakhiz nakhan mere hain tuj joban ke mushtaq adhar mere tere bosiyan ke aakhiz ali nanwan o kahiya yu ghazal 'qutub' ali nanwan hain sab kaaman ke aakhiz