tufan hai shaiKH qahriya hai By Ghazal << tumhaare log kahte hain k... tira-rangon ke hua haq me... >> tufan hai shaikh qahriya hai jo harf hai tis ke tahriya hai dil kyun na bhanwar ho aaj mera chira tere sar pe lahariya hai tujh husn ke bagh mein sirijan khurshid gul-e-dopahriya hai ab din hua zamana-sazi aafaq tamam dahriya hai Share on: