tuman raushni bin haman raushni nah tu didar bin sabhi didar hain kah sabhi jhad kun pat-jhadi baw aaya chakar khans par hai nazar tu disun shah tuman khyal seti hamein khyal bandhe raqiban na bujhen ye baat aah hai aah namazan karun raat din malne kyan main hawa munj kun rozi zulhamdulillah andhaare ke baadal munje bedi chau-pahr khudaya tu bhejen haman baad-e-dil-khwah kata sabr fariyaad kar chup na rah tun karun aah aahan tun nin hota aagah hua be-qarar aah aahan te main ab nazar ba-munj upar dasunga ki jiyun mah karega agar yaad wo munj dukhi kun karun yaad agar kis kun astaghfirullah 'maani' hai aajiz teri khidmatan mein nahin sud-bud us kun tun kar sab the aagah