umr se laDne gae jo KHwab sare Dah gae

umr se ladne gae jo khwab sare dah gae
ret ke ghar sare ek mauj rawan mein bah gae

lamha lamha ek tamir-e-musalsal thi hayat
aah lekin ninw ke lamhe hi bahar rah gae

har kisi ke andarun mein jhankna mumkin na tha
par zara pai wo khushbu phir to tah-dar-tah gae

mausam-e- hijran mein ye barish ye khushbu ye ghata
kya ye kuchh kam tha ke hum phulon ka khilna sah gae

achchha achchha aap hain wo jo hain duniya se alag
ittifaqan ye hi sare duniya wale ki gae


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close