wafa kar ke us ka sila chahta hun

wafa kar ke us ka sila chahta hun
bada na-saza hun saza chahta hun

buton ko barae khuda chahta hun
sar-e-kham dil-e-mubtala chahta hun

raha umr bhar chup main yun un ke aage
ki jaise kuchh un se kaha chahta hun

satae bhi koi to pae duaen
gada hun main sab ka bhala chahta hun

bhulata hun phir bhi wo yaad aa rahe hain
wahi chahte hain main kya chahta hun


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close