wo jo apne the wahi ho gae harjai bhi

wo jo apne the wahi ho gae harjai bhi
baat peshani pe likkhi hui pesh aai bhi

dil to pahle hi tha mahsur-e-gham-e-tanhai
us pe dharna diye baithi hai ye purwai bhi

jis taraf rukh ho hawa ka ye barasti hai wahin
abr ki tarh se hoti hai shanasai bhi

dil ko rahti bhi hai ab mahfil-e-yaran ki talash
aur tabiat hai ki us bazm mein ghabrai bhi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close