ya sajan tark-e-mulaqat karo ya milo do mein se ek baat karo sab butan rashk sin ho jaan mal naz ka asp agar lat karo panw padne kun saadat samjho yar ke dil kun agar hat karo jang ka waqt nahin ye pyare ghar mein aae hain mudaraat karo jin ko mazmun ka dawa hai unhen 'abru' sin kaho do hat karo