ye haqiqat hai meri zat ka nuqsan kiya main ne jis shakhs pe ta-umr bada man kiya shahar ki samt naya rasta banane ke liye ped kate gae aur ganw ko viran kiya yar dushman se mile sans ko mafluj kiya hausla haara gaya jit ka nuqsan kiya aakhiri bar mila pahli mulaqat mein wo ek hi shakhs ne do bar tha hairan kiya nind aae bhi ahamir to nahin so sakta aankh par aise tere khwab ne ehsan kiya