zat se ta-ba-had-e-zat guzar jaun main By Ghazal << zikr kis ka hai sar-e-dar... ye qurb-e-KHas ajab hai k... >> zat se ta-ba-had-e-zat guzar jaun main mujh ko itna na sameto ki bikhar jaun main ek chehre mein kahan hun jo nikhar jaun main log aaina uthaen to ubhar jaun main dushmanon se khalish-e-zist to mil jati hai doston tak hi rahe baat to mar jaun main Share on: