zor par aah thi aur nala-e-shab-gir bhi tha

zor par aah thi aur nala-e-shab-gir bhi tha
manta hum ko kabhi ye falak-e-pir bhi tha

hur ka dhyan raha waqt-e-shahadat sab ko
mahw surat pe teri main dam-e-takbir bhi tha

dar-ba-dar mujh ko kiya dar se utha kar apne
tera aashiq to main tha shahr mein tashhir bhi tha

bandagi qahr hai ilzam uthate hi bani
hashr mein pesh agarche khat-e-taqdir bhi tha


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close