chand ke sae mein lau deta badan timtimate hont mithi raushni gholna pyalon mein amrit gholna kholna ilzam sare kholna jo badan milte samay khulte nahin shama jalne dosti par sach utarne ki ghadi aane ko hai dil mein jitna khot tha sab padh liya us aankh ne aankh ne apni qasam todi nahin dastakhat mere bhi hote ikhtitam-e-satr par us ne kaghaz par jagah chhodi nahin aaina raushan khat-e-zangar se dard-e-ruswa se rihai ki saza thodi nahin