kab tak tum apni aag mein jalte rahoge kab tak suna charagh jalta rahe kabhi tumhaare aangan mein bhi koi utre lahu ke charagh jalae hue tumhaare sayon se bhi pyar kare tum pure chand ke sath gao ghup andhere mein bhi nacho ye tamanna bhi puri ho aur main ye manzar rakh ke dher se aur kabhi patal se dekhun