azal se abad By Nazm << be-abaad gharon ka nauha pir-e-kaamil >> mere hathon ne tujh ko chhua tak nahin mujh ko suraj ki us raushni ki qasam tu kahin bhi rahe main kahin bhi rahun dil tere pas hai main azal se abad tak tere sath hun tu mere sath hai Share on: