be-niyazi

khayal-o-fikr-e-khuban se nahin ab mujh ko dilchaspi
ki un se zehn-o-dil ke sare nate tod aaya hun

jamal-e-zahiri ki manzilon ka zikr hi kya hai
manazil husn-e-baatin ki bhi pichhe chhod aaya hun

kisi bad-surati se ab nahin nafrat nigahon ko
koi bhi aib ab kulfat nahin ehsas ko deta

mahasin aur maaib donon be-mani se lagte hain
asar un se main ab achchha bura kuchh bhi nahin leta


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close